Tuesday, September 15, 2009

Song Name: Bachna Ae Haseeno 2008



--------------------------------------------------
Song Name:  Bachna Ae Haseeno 2008
Album Name:  Bachna Ae Haseeno
Singer Names: Kishore Kumar,Vishal Dadlani,Sumit Kumar,
Lyricist Name: Anvita Dutt Guptan
Music Director: Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani






Baby When You See Me Coming, Yup You Better Run For Cover
Coz You Know When I Find You If I Wanna Be Your Lover
Baby When You See Me Coming, Yup You Better Run For Cover
Coz You Know When I Find You If I Wanna Be Your Lover

Mujhse Log Kahenge, Na Kar Pyar Mujhe
Phir To Lakh Gunahoon Neend Churaloon Hosh Udaloon
Phir To Baahon Mein Le Kar Baat Banadoon Raat Banadoon
Chaahe Jahan Dekho Chupa Baaton Ki Baaton Mein Do Mulakaton Mein Le Loon
Bachna Ae Haseeno Lo Mein Aagaye, Bachna Ae Haseeno Lo Mein Aagaye 
Husn Ka Aashiq Husn Ka Dushman 
Apni Ada Hai Yaaron Se Juda 
Bachna Ae Haseeno Lo Mein Aagaye, Bachna Ae Haseeno Lo Mein Aagaye 

Baby When You See Me Coming, Yup You Better Run For Cover
Coz You Know When I Find You If I Wanna Be Your Lover
Baby When You See Me Coming, Yup You Better Run For Cover
Coz You Know When I Find You If I Wanna Be Your Lover

Hey Tujhko Zamane Ke Aage Mein Chedoonga Na Chodoonga
Aankhen Churayegi Bhi To Milaoonga
Ja Ja Kya Bahane Banaayegi Dekhoonga Dil Phekoonga
Joote Moote Waade Suna Ke Phasaaonga
Husn Ka Aashiq Husn Ka Dushman 
Apni Ada Hai Yaaron Se Juda 
Bachna Ae Haseeno Lo Mein Aagaye, Bachna Ae Haseeno Lo Mein Aagaye 

Baby When You See Me Coming, Yup You Better Run For Cover
Coz You Know When I Find You If I Wanna Be Your Lover
Baby When You See Me Coming, Yup You Better Run For Cover
Coz You Know When I Find You If I Wanna Be Your Lover

Monday, September 14, 2009

Movie Name: De Taali

Movie Name: De Taali


Lyric Name: Aaj Mein Boond Hoon (Request personalized song)


Lyricists: Vishal Dadlani


Music Director: Vishal - Shekar


Singer(s): Shreya Ghoshal,Shekhar Ravjiani


Aaj Mein Boond Hoon, Boond Hoon Baarish Ki,
Aaj Mein Hoon Leher, Leher Hoon Khwaish Ki
Aaj Mein Aasmaan Se Aayi Hoon
Aaj Mein Dhoop Hoon, Mein Bahaari Laayi Hoon
Sapno Ke Saath Mein Reh Ne Lagi Hoon,
Unse Yeh Baat Mein Keh Ne Lagi Hoon
Armaano Ka Mila Mujh Ko Samandar,
Maujon Ke Saath Mein Beh Ne Lagi Hoon
Aaj Mein Boond Hoon, Boond Hoon Baarish Ki,
Aaj Mein Hoon Leher, Leher Hoon Khwaish Ki
Aaj Aisa Hai Lagne Laga,
Soya Har Khwab Jag Ne Laga
Aaj Mein Bhi Mehek Ne Lagi,
Yeh Jahaan Bhi Chamak Ne Laga
Dil Ki Dhadkan Bhi Woh Hai,
Teri Uljhan Bhi Woh Hai
Usko Suna De Apni Dil Ki Sadha

Sapno Ke Saath Tum Reh Ne Lagi Hoon,
Mujh Se Yeh Khwab Tum Keh Ne Lagi Hoon
Armaano Ka Mila Tum Ko Samandar,
Maujon Ke Saath Tum Beh Ne Lagi Hoon
Aaj Mein Boond Hoon, Boond Hoon Baarish Ki,
Aaj Mein Hoon Leher, Leher Hoon Khwaish Ki
Aaj Mein Aasmaan Se Aayi Hoon
Aaj Mein Dhoop Hoon, Mein Bahaari Laayi Hoon
Sapno Ke Saath Mein Reh Ne Lagi Hoon,
Unse Yeh Baat Mein Keh Ne Lagi Hoon
Armaano Ka Mila Mujh Ko Samandar,
Maujon Ke Saath Mein Beh Ne Lagi Hoon

Sapno Ke Saath Mein Reh Ne Lagi Hoon,
Unse Yeh Baat Mein Keh Ne Lagi Hoon
Armaano Ka Mila Mujh Ko Samandar,
Maujon Ke Saath Mein Beh Ne Lagi Hoon

Saturday, September 12, 2009

Movie Name: Aap Ki Khatir

Movie Name: Aap Ki Khatir
Lyric Name: Aap Ki Khatir (Request personalized song)
Lyricists: Sameer
Music Director: Himesh Reshammiya
Singer(s): Himesh Reshammiya


aap ki khatir mere dil ka jahaan hain haazir - 2
apne saare armaan - 2
kar du main zaahir - 2
aap ki khatir mere dil ka jahaan hain haazir
apne saare armaan
kar du main zaahir - 2
ishq bhi kya cheez hai ismein hosh rehta nahi
yeh toh hai silsila chain-o-sukun ka dil ke junoon ka afareen
ishq bhi kya cheez hai ismein hosh rehta nahi
yeh toh hai silsila chain-o-sukun ka dil ke junoon ka afareen
aapki baaton se mulaakaton se khayalon se
huaan main huaan bada hi mudasir
aap ki khatir mere dil ka jahaan hain haazir
apne saare armaan
kar du main zaahir - 2

Movie Name: Lucky

Movie Name: Lucky



Lyric Name: Sun Zara (Personalize this song!)


Lyricists: Sameer


Music Director: Adnan Sami


Singer(s): Sonu Nigam

--MALE--
sun zara, soniye sun zara - 4
aaj khamoshiyon se
aa rahi hai sadaa
dhadkane hai deewani
dil bhi kuch kahe raha hai
sun zara, soniye sun zara
sun zara soniye sun zara
aaj khamoshiyon se
aa rahi hai sadaa
dhadkane hai deewani
dil bhi kuch kahe raha hai
sun zara, soniye sun, sun, sun zara
beete lamhon ke saaye to
bas yahin tham gaye hain
yaad mujhe aaye teri baatein
palkon ki surkh chaadar pe
ashq bhi jam gaye hain
teri aankhon se na hat thi aankhein
bebasi ka hai alam
kya karoon main bataa
dhadkane hai deewani
dil bhi kuch kahe raha hai
sun zara, soniye sun zara
sun zara, soniye sun zara
aaj khamoshiyon se aa rahi hai sadaa
dhadkane hai deewani
dil bhi kuch kahe raha hai
sun zara, soniye sun zara
sun zara, soniye sun zara
choom ke apne honthon se
tere ghum ko churaa loon
laake tujhe de doon, khushiyan saari
apne har beqraari ko
seene mein hi chuupa loon
meri chaatein jaayen, tujhpe waari
sehmi sehmi labon mein
gul gayi hai dua
dhadkane hain deewani
dil bhi kuch kahe raha hai
sun zara, soniye sun zara
sun zara, soniye sun zara
aaj khamoshiyon se
aa rahi hai sadaa
dhadkane hain deewani
dil bhi kuch kahe raha hai
sun zara, soniye sun zara - 4

1942 A LOVE STORY

OLD SONG


Movie Name: 1942 A Love Story
Lyric Name: Kuch Na Kaho (Request personalized song)
Lyricists: Javed Akhtar
Music Director: R. D. Burman
Singer(s): Lata Mangeshkar
Audio: Listen to audio for movie 1942 A Love Story


--FEMALE--





Kuch na kaho, kuch bhi na kaho - 2





Kya kehna hai, kya sunna hai





Mujhko pata hai, tumko pata hai





Samay ka yeh pal tham sa gaya hai





Aur is pal mein koi nahin hai





Bas ek main hoon, bas ek tum ho





Kuch na kaho, kuch bhi na kaho





(Khoyi sab pehchaane, khoye saare apne





Samay ki chhalne se gir girke khoye saare sapne) - 2





Aur is pal mein koi nahin hai





Bas ek main hoon, bas ek tum ho





Kuch na kaho, kuch bhi na kaho





(Humne jab dekhe the sundar komal sapne





Phool sitaarein parbat baadal sab lagte the apne) - 2





Aur is pal mein koi nahin hai





Bas ek main hoon, bas ek tum ho





Kuch na kaho, kuch bhi na kaho





Kya kehna hai, kya sunna hai





Mujhko pata hai, tumko pata hai





Samay ka yeh pal tham sa gaya hai





Aur is pal mein koi nahin hai





Bas ek main hoon, bas ek tum ho

HELP

******

If
New
Requirement
so
Contact
me
with
Comments...

****************